"AZAADI"
Khutba e allabad main
hua ye bayan
Iqbal nay farmaya, ye
log alg hain alg hy inki pechan
Ye qoum munfarid hy ye hain
musalman
Goonja Jo ye farmaan,Tw
hm hny lgy ik jan
Uth khry huay Jo sth tw
bny azerm o shan
Azadi ki daur m gawai
hum nay kai jan
Iss jang mai fatah thi
nhi asan
Jo sth thy musalman,huay
na pareshaan
Phr wo zameen mili Jo
bni hmari pechan
Yahan Islam tha aam or
log thy ik jan
Azadi ki awaz gunji tw
sar zameen Ko Rahmaat nay naam dia Pakistan
Jo day gye ye azm e
Alishan
Unka tha bs ye hie pegham,
"Hum laain hyn
tofan sai kashti nikal kay
Iss mulk Ko rkhna mere bachoon sambhal kay!”
-Wania Ather
No comments:
Post a Comment